20+ Hours
Guarantee
Hindi
Q&A Sessions
Accountability
20+ Hours
Guarantee
Hindi
Q&A Sessions
Accountability
Jab king-pawn se lekar rook endgame tak clarity hoti hai...
Jab har endgame position ki practice hoti hai...
Har serious player endgame mastery pe focus karta hai β kyunki wahi jeet ka asli margin hota hai.
Agar aap bhi sirf seekhna nahi, jeetna chahte ho⦠toh ab time hai next step lene ka.
Kabhi bhi, kahin bhi seekho apni speed pe. Har video baar-baar dekh sakte ho, bina kisi tension ke.
Sirf dekhne se kuch nahi hota! Har module ke baad real-life tasks milenge jo aapke concepts ko solid bana denge.
Ready-made notes aur templates milenge jo aapka kaam easy banayenge aur time bhi bachayenge.
Ek engaging chat group jahan aap apne jaise learners ke saath connect kar sakte ho, ideas share kar sakte ho, aur grow kar sakte ho.
Har mahine ek live session jahan aapke sab doubts clear honge direct Himanshu ke saath interaction milega.
Har naye update ka free access milega naye lessons, tools aur bonus content aapko lifetime tak milta rahega.
Yeh sirf trailer hai… full Endgame Mastery course mein aise 100+ structured video lessons milenge!
Yeh sirf theory nahi… yeh hai real-game winning preparation β har endgame situation ke liye!
Nahi. Yeh course un players ke liye hai jinko chess ke rules aate hain aur jo apna endgame strong banana chahte hain β specially 500β2000 rating wale players ke liye perfect hai.
Haan, course mein Rook, Pawn, Queen, Bishop, Knight β sabhi pieces ke endgames detail mein cover kiye gaye hain with practice drills.
Haan, course Hindi + Hinglish mein explain kiya gaya hai β easily understandable for Indian students.
Haan, Premium plan mein 10 Live Group Classes included hai.
Bilkul! Aapko WhatsApp community access milega jaha aap apne doubts pooch sakte ho.
Ek baar course purchase karne ke baad aapko lifetime access + free future upgrades milte rahenge β no extra charges.
Premium plan mein aapko sabhi notes PDF + PGN format mein milte hain. Standard plan mein sirf PDF milega.
Haan, course complete karne ke baad aapko official completion certificate diya jaayega.